He said to her:
"Kehne ko hum paas hai par, kitni doori hai
Yeh bhi kaisi majboori hai?
Tumse hamdardi bhi nahi kar sakta main,
Meri bas ki baat nahi hai
Main ye behte aansu ponchu,
Itni meri aukat nahi hai.
Main bhi yahin hun
Tum bhi yahi ho
Par sach ye hai ki main hun kahin
Tum aur kahin ho
Kehne ko hum paas hai par, kitni doori haiYeh bhi kaisi majboori hai?"
She smiled.
He finally understood what she had known all along but struggled to explain.
She said:
साथ होके भी साथ ना थे,
अब दूर होके भी दूर नहीं
सबकी हमदर्दी के बिना ही जी हुन मैं हमेशा,
अपने आँसू पोछना बन गया हैं मेरा पेशा |
मजबूरी नही थी पर मजबूर हैं हम,
हमारी यादों से भी अब अनजान हैं हम |
दूरी तो सिर्फ एक बहाना हैं,
तुम्हें अपने आप से जो भागते जाना है...
पर मैं हूँ यहीं
तुम भी यहीं हो,
पर तुम हो नही
क्या तुम वही हो?
No comments:
Post a Comment